Ristey to nahi rishton ki parchaaiyaa mili
Yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mili
Ristey to nahi rishton ki parchaaiyaa mili
Yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mili
ek chhat ke tale ajanabi ho jaate hai rishtey
Bistar pe chaadaro se chhup so jaate hai rishtey
Dhunde se bhi iname nahi darmaayiyaan mili
Yeh kaisi bheed hai bass yahaan tanhaiyaa mili
Jisko bhi dekhiye woh adhura sa hai yahaan
Jaise kahin ho aur woh aadha rakha huwa
Ho jab jahaan jude wahi judaayiyaan mili
Yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mili
Ristey to nahi rishton ki parchaaiyaa mili
Yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mili .........................!!!!!!!!!!!
No comments:
Post a Comment